Sunday, October 12, 2008

Khuda Jaane w/lyrics

Khuda Jaane w/lyrics



Download this video



Movie: Bachna Ae Haseeno (2008) Leading Cast: Ranbir Kapoor, Deepika Padukone, Bipasha Basu, Minissha Lamba ::::HERE ARE THE LYRICS:::: Sajde Mein Yuhin Jhukta Hoon; Tum Pe Aake Hi Rukhta Hoon Kya Yeh Sabko Hota Hai; Humko Kya Lena Hai Sab Se Tum Se Hi Sab Baathe Ab Se; Ban Gaye Ho Tum Meri Dua Sajde Mein Yuhin Jhukta Hoon; Tum Pe Aake Hi Rukhta Hoon Kya Yeh Sabko Hota Hai; Humko Kya Lena Hai Sab Se Tum Se Hi Sab Baathe Ab Se; Ban Gaye Ho Tum Meri Dua Khuda Jaane Ke Mein Fida Hoon Khuda Jaane Ke Mein Mit Gaya Khuda Jaane Yeh Kyun Hua Hai Ke Ban Gaye Ho Tum Mere Khuda Tu Kahe To Tere Hi Ek Dhum Ke Mein Nishano Pe Chaloon Rukoon Ishaare Pe Tu Kahe To Khwab Ka Bana Ke Mein Bahana Sa Mila Karoon Sulaane Pe HooTumse Dil Ki Baathe Seekhi Tumse Hi Yeh Raahe Seekhi Tum Pe Mar Ke Mein To Jee Gaya Khuda Jaane Ke Mein Fida Hoon Khuda Jaane Ke Mein Mit Gaya Khuda Jaane Yeh Kyun Hua Hai Ke Ban Gaye Ho Tum Mere Khuda Dil Kahe Ke Aaj To Paalon Tum Panaahon Mein Ke Dar Hai Tumko Khodoonga Dil Kahe Sambhal Zara Khushi Ko Na Nazar Laga Ke Dar Hai Mein To Rodoonga Hooo Karthi Hoon Saugaate Tumse Baande Dil Ke Waade Tumse, Yeh Tumhe Na Jaane Kyan Hua Khuda Jaane Ke Mein Fida Hoon Khuda Jaane Ke Mein Mit Gaya Khuda Jaane Yeh Kyun Hua Hai Ke Ban Gaye Ho Tum Mere Khuda Sajde Mein Yuhin Jhukta Hoon; Tum Pe Aake Hi Rukhta Hoon Kya Yeh Sabko Hota Hai; Humko Kya Lena Hai Sab Se Tum Se Hi Sab Baathe Ab Se; Ban Gaye Ho Tum Meri Dua Khuda Jaane Ke Mein Fida Hoon Khuda Jaane Ke Mein Mit Gaya Khuda Jaane Yeh Kyun Hua Hai Ke Ban Gaye Ho Tum Mere Khuda lyrics from: http://www.bollyfm.net/bollyfm/mid/1368/tid/7621/lyricsinfo. html

0 comments: